apni najroon mai har insaan sikandar kyun hai.
aaj ke daur mai ye dost ye manjar kyun hai,
jakhm har sur pe har ek haath mai paththar kyun hai.
jab hakikat hai ki har jarrey mai to rahta hai,
phir jameen par kanhi masjid kanhi mandir kyun hai.
apna anjaam to malooom hai sabko phir bhi,
apni najroon mai har insaan sikandar kyun hai.









